Hindi shayari for love
वो शख्स इस गुलिस्तां में बाद ए बरस आयाकभी गुलशन पे तरस आया कभी गुल पे तरस आयाआज फिर तोड़ लेगा खिले हुए गुल को वो गुलबदनमुझे उसकी याद में सूखे फूल पर तरस आयातेरे जाने के बाद ,एक और शख्स ज़िन्दगी में आया थापर मुझे तेरे वादा ए बिसाल पर तरस आयाइंसा इंसा में है आज इतना फ़र्क़कभी खुद पे कभी खुदा पे तरस आया
2)
हम ही नहीं इश्क में हैं ,
उसकी आँखों में भी खुमारी हे
हम ही नहीं छत पे जाके चाँद को तकते हैं
वो भी करता अख्तर शुमारी हे
साँसों का यूं रुक रुक के चलना
मोहब्बत भी अज़ब बिमारी हे
उसकी गली से रोज़ गुज़रो वो मिले न मिले
प्यार में अपनी कोशिशें तो ज़ारी हैं
तेरे बिना हर लम्हा सितम ढाता हे
हर सुबह बोझ हर रात भारी हे
हमपे जो गुज़रना था गुज़र चुकी
खुदा से दुआ करो अब तुम्हारी बारी हे
3)
या तो रुसबाई का डर या रक़ीबों से उन्स बढ़ाने की कश्मकश
दो ही वजह से मेरे सवाल पे तू खामोश हे
वरना तो धुंदला ही सही मेरी चाहत का असर भी तेरे
चेहरे पे साफ़ फरोश हे
अगर होड़ होगी तो रोज़ ए महसर तक न फैशला होगा
तेरी चाहत में तो दीवानों का काफिला मदहोश हे
कौन तेरे दिल में रहने की कीमत समझता हे
वो जो महलों में या खानाबदोश हे
हिंदी शायरी
दीवाना हूँ तेरा कभी माना ही नहींतूने जाना , इश्क मेरा जाना ही नहींहम तेरे इंतज़ार में आज भी बहां ठहरे हैंजहां कभी हुआ तेरा आना ही नहींमेरा आज भी दिल तेरा हे , तेरा आज भी इल्जामवही की आया मुझे निभाना नहींलोगों से मुस्कुराते हुए यूं तो मिलता हूँपर आइना कहता हे आया तुझे छुपाना ही नहींकितनी मोहब्बत हे तुझसे कैसे कहेंआया कभी मुझे सुनाना ही नहीं
HINDI SHAYARI SAD
जिस गली से गुजरता हूँ , पत्थर उठाते हैं लोगमुझे बड़ा अब सताते हैं लोगबड़े अजीब रस्म ओ रिबाज हैं दुनिया के ,की बुजुर्गो पर भी हाथ उठाते हैं लोगमाँ बाप को मारते पीटते हैं रोज़ औरबच्चों को अच्छी शिक्षा सिखाते हैं लोगवो कितनी सुन्दर क्यों न हो ,गरीब की बेटी से कब व्याह रचाते हैं लोगदहेज़ दे देकर कितने गरीब बाप मर गएअपनी आदत से पर कब बाज आते हैं लोगसख्स जो जिंदगी भर तन्हा रहा होउसकी मय्यत पे भीड़ जुटाते हैं लोगजिस पिता को जीते जी किया दाने दाने को मोहताजउसके मरने पे दावत खिलाते लोग
SHAYARI IN HINDI
MUJHE ANAA SE JUDA KAR GAYAEK SHAKS YE KYA KAR GAYAHUM KE SAR TAAN KE CHALNE WAALE , SAJDA E DAR E YAAR KARTE HAINAISE AISE WO MOUJIZE KAR GAYAMAINE SUNA HE KI EK AUR LADKA HE JO TERE LIYEAPNE IMAAN SE BHI DAGA KAR GAYAMERA DUSHMAN THA USE CHAHHNEWALA, PAR HUM DONO KO DEKAR GHAMRAQEEB KO BHI MERA SAGA KAR GAYATU JAB MERE RUBARU SE GUJRI HOOKE ROOH YE AAYIAAJ EK AUR MAGROOR MAR GAYAANAA-{ ATTITUDE}SAJDA E DAR E YAAR-{ YAAR KE DAR PE JHUKNA}MOUJIZE-{MAGIC}RAQEEB-{A COMPITETER, MOSTLY USED FOR LOVER OF OUR LOVE}
MAINE SHOUQ E UNS CHODA USE KHONE KE BAAD
AB SOOKH CHUKI HE AANKHEN RONE KE BAAD
SHAAM KO SAB YAAR SAAATH NIBHANE KA WAAADA KARTE HAIN
AUR BHOOL JAATE HAIN SUBAH HONE KE BAAD
BEWAFAI MAIN KAR SAKTA THA KHUDA PAR BHOOLA YE LAFZ
MAIN KHOON ME WAFA SAMOUNE KE BAAD
AUR FAKAT QADD LAMBA KARKE KYA HAASIL
NAAM TUMHARA AAYE JAB KISI BOUNE KE BAAD
MUJHSE POOCHTE HE KAISA LAG RAHA HE
WO GAIR KI BAAHON ME SONE KE BAAD
AUR WO QATIL BHI AB PAAKSAAJ KEHLATA HE
MERE LAHOO KE CHEENTE APNE DAAMAN SE DHONE KE BAAD
SHEERE UNKE HAATH ME THAMAKE REHAM KI UMMID
KYA CHAHTE HO ITNA KUCH HONE KE BAAD
WO BAHU AB SAAS KI KEEMAT SAMJHI
KHUD KISI KI SAASU MAA HONE KE BAAD
YAHI HE EK ZARIYA KI TUM TAK AAUN MAIN
BANKE JAZBAAT LAFZON ME DHAL JAUN ME
MOHABBAT YOON ANJAAM PAAYE KI PARWAANE KI TARAH
SHAMAA KE NAAM PE KISI BAHANE BHI JAL JAUN ME
RONA NAHIN TUJHE MERE KASAM HE DARTA HOON
AANSOON BANKE TERE AANKHON SE NA NIKAL JAAON MAIN
TUM TAK AANE KA PHIR BHARAM UTHAYA HE MAINE
APNE HAATH ME PHIR KAGAJ KALAM UTHAYA HE MAINE
HARF HARF TERA ZIKR, SHER SHER TERA TASAWWUR
APNI GAJAL KO KUCH AISE SAJAYA HE MAINE
APNE CHAT PE JARA JAKAR DEKHO JANA
TUMHARE LIYE CHAAND TAARON KO SAJAYA HE MAINE
DIL KI BAAT TUMSE KEHNA HE
SAYARI KA TO BUS BAHANA BANAYA HE MAINE
BADA AJEEB HE YE AASHIQUI KA SILSILA
NA TU KABHI JUDA HUA , NA TU KABHI MILA
JISM SE BAHUT DOOR HE TU
ROOH KE BAHUT KAREEB HAI TU
TAQHYL ME BASNE WALE
KISI AUR KA NASEEB HE TU
TERE MERE KAHANI JAISE KISI KO RET MAIN DARIYA MILA
NA TU KABHI JUDA HUA , NA TU KABHI MILA
KHWABON KA AALAM, WAQT E BISAAL HOTA HE
AANKH KHULTE HI RANJ HOTA HE MALAAL HOTA HE
SHAB ME KALI KALI CHAMAN KI KHILTI HE
SEHAR HOTE HOTE GULSHAN BADHAAL HOTA HE
WARF DASHT ME KUCH DER RAHA AUR HAATH SE FISLA""NITIN""
NA TU KABHI JUDA HUA , NA TU KABHI MILA
TAQHYL - { KHAYAL, IMAGINATION}
WAQT E BISAAL - [ MULAAQAAT , A MEETING BETWEEN LOVERS}
RANJ & MALAAL - { DUKH ,GHAM }
SHAB- {RAAT }
SEHAR_-{ SUBAH}
ISQH BHI KARTA HAI ,BAYAAN BHI NAHIN KARTA
MUJHPE YAKEEN BHI NAHIN KARTA, GUMAAN BHI NAHIN KARTA
TAAREEFEN MERE WO KISI SE NAHIN KARTA
PAR AIB WO MERE DOOSRON SE SUNA BHI NAHIN KARTA
WAPSI ME MUJHE KOI JAWAAB NAHIN DETA
MAGAR KHAT LIKHNE KO MUJHSE MANA BHI NAHIN KARTA
WO SAYAD WAQIF HAI PATTHAR KI BISAAT SE
TUKDE WO SHESHE KE CHUNA NAHIN KARTA
BEWAFAI KI TABISH AUJ PAR HE
WAFA KA BARF DIL MAIN AB JAMA BHI NAHIN KARTA
WO JAANTA HE KI RUSBAI JAHAAN MAIN FAILEGI
TOOFAAN UTHTA HE TO THAMA NAHIN KARTA
WAQAYDA MERE HAAL KI KHABAR RAKHTA HE
YE AUR BAAT KI KABHI MUJHSE MILA NAHIN KARTA
KHOOB SATALE ,MUJHE AZMAALE
MUJHE BANANE WALE ,MUJHE MITALE
DIL JITNE GHAV KHAALE,MAIN NA KAROONGA KOI NAALE
TUNE ANDHERE DIYE HAIN ,TUNE DIYE UJAALE
JEE JITNA CHAHE DUKHALE,KOI SARMINDGI NA LE
YAAD TU BHI KAREGA, PADE AISE WAFA SE PAALE
TERE AHSAAN HI GINOONGA,JITNE SITAM BHI DHALE,
LABON KI ITNI MAZAAL KAHAN TERE KHILAF LAFZ UTHALE
UDAAS NAHIN KARNA CHAHTE,TUJHKO BATA KE HUM
MAT POOCH KASAM DEKE ,HAAL E DIL SANAM
TUJHSE TERE SAATH MAANGA THA NA MILA,
AB AUR KYA MAANGE AISE NA DENE WALE SE HUM
ZAMAANE NE DARD DED EKE SEHANKI AADAT DI
CHUBTA NAHIN ITNA AB NAYA KOI ZAKHAM
KOI GHAV HO JISM PE TO DAWA KAREN
DIL TOOTNE KI SADIYON SE KAHAN KOI MARHAM
HINDI SAD SHAYRI
फिर तसव्वुर में तेरा बिसाल आयाफिर तन्हा बैठे , फिर तेरा ख्याल आयाफिर झील में दरख़्त ने हलचल कीफिर शामों का रंग लाल आयाफिर रोये वही बहाना करकेफिर लोगों से कहा आँख में बाल आया
0 Comments:
plz dont enter any spam link in comments box